Monday, March 9, 2020

playing 11 for Ind vs SA

India Squad: Virat Kohli (c), Shikhar Dhawan, KL Rahul, Prithvi Shaw, Rishabh Pant, Manish Pandey, Shreyas Iyer, Rishabh Pant, Hardik Pandya, Ravindra Jadeja, Bhuvneshwar Kumar, Yuzvendra Chahal, Jasprit Bumrah, Navdeep Saini, Kuldeep Yadav, Shubman Gill.

Playing 11

Shikhar, Kl Rahul, Virat, Shreyas, Manish, Hardik, Rishabh, Jadeja/Chahal, Bhubaneswar, Kuldeep, Bumrah


WC T20 IND VS AUS WOMEN'S

Australia won the match. Kamal ki batting aur bowling k saat australia ne india ko dhul chata di aur apna badla bhi le lia. Lekin iss jeet ka shrey jata hai indian fielding ko aur senior players ki out of form ko. Australia ke dono openers ne 70+ runs banaye aur dono ko india ne jeevandan mahadan dia.  Harmanpreet the senior player with smriti pure tournament me koi performance nahi de paaye. Pr juniors ne aacha pradarshan kia pure tournament me jaise ki shafali verma, poonam, jemimah. 
Let's hope ki India 🇮🇳 aage acchi perform kare, apne galtiyo ko aage sudhare aur apni fitness pe dhyan de.  Rahi baat Australia ki to ye unka 5th WC trophy hai. Aur India ko trophy chahiye to har player ko apna best dena hi hoga. 
Agla WC dur nahi, aur hm sabhi ko India team se bhaut ummeede hai. Good bye

Friday, March 6, 2020

WOMEN'S World Cup T20 Final 2020

Dosto, women's T20 World Cup me pheli baar India ne final ke liye qualify kia hai. 
India ki opponent Australia, 5 baar ki T20 winner rah chuki hai. 
Puri World ek nayi winner ko trophy uthate dekhna chahti hai aur India iske liye tyaar hai. 
Group matches me India ne Aussies ko haar ka swaad chataaya tha.
India ki iss team me ek se brdkr ek match winnings maujud hai. 
Shafali verma -Youngest player to score 50 for India. Abhi tk tournament me 9 sixes laga chuki hai. (OPENER) 
Smriti Mandhana- Another valuable player, long shots aur zimmedaari bhari inning khelni inko aati hai. (OPENER) 
Harmanpreet kaur- The captain  and  lioness of India team, inke lambe lambe sixes to aapko yaad hi honge. 
Poonam yaadav- apni firki(spin) se sbko chakit krne wali ye bowler ne Aussies ko unke hi ghar me haarane me aham yogdaan dia tha. 
Jemmimah, Deepti sharma- inki calmness, team ko buri phase se nikalne me badi madad deti hai. 
Shikha pandey, rajeswari- inki bi naam wickets tally me top 15 me  hai. They gave us wickets at right time. 
Tania bhatia - wk and a good batswoman. 

8th MARCH 2020- AUSTRALIA🇦🇺 VS INDIA🇮🇳

Best of luck Team 🇮🇳India as I m an Indian so i want India to come with that trophy. 


LAKSHYA SEN Wins GOLD Medal in Commonwealth 22

 Lakshya Sen win Gold Medal match in Commonwealth  video link :-     https://youtu.be/0F6nnSYa-RA